Aashiq Banaya Aapne | Hate Story IV (2018) | Song Lyrics

Aashiq Banaya Aapne
http://solorhythm.blogspot.com
Artists: Himesh Reshammiya, Neha Kakkar, Shreya Ghoshal
Movie: Aashiq Banaya Aapne(Hate Story IV)
Released: 2018




Lyrics

Tere Bin Suni Suni Hain Baahein
Tere Bin Pyaasi Pyaasi Nigaahein
Tere Bin Bin Asar Meri Aahein Tere Bin
Aashiq Banaya
Aashiq Banaya
Aashiq Banaya Aapne
Aashiq Banaya
Aashiq Banaya
Aashiq Banaya Aapne
Tere Bin Lamha Lamha Sataye
Tere Bin Bekarari Jalaye
Tere Bin Chain Mujhko Naa Aaye Tere Bin
Tere Bin Lamha Lamha Sataye
Tere Bin Bekarari Jalaye
Tere Bin Chain Mujhko Naa Aaye Tere Bin
Meri Nigaahon Mein Tera Chehra Rawaa Hain
Gehre Hain Armaan Jaane Ja Pagal Samaa Hain
Meri Nigaahon Mein Tera Chehra Rawaa Hain
Gehre Hain Armaan Jaane Ja Pagal Samaa Hain
Apni Daayre Se Toh Main Chutne Lagi Hu
Tere Baajuo Mein Aake Tootne Lagi Hu
Apni Daayre Se Toh Main Chutne Lagi Hu
Tere Baajuo Mein Aake Tootne Lagi Hu
Tere Bin Jeena Nahi Hain Gawara
Tere Bin Dil Ka Nahi Hain Gujara
Tere Bin Kaun Apna Sahaara Tere Bin
Aashiq Banaya
Aashiq Banaya
Aashiq Banaya Aapne
Bechainiyo Ka Faaslo Ka Silsila Hain
Dardejigar Ka Yeh Sabab Humko Mila Hain
Bechainiyo Ka Faaslo Ka Silsila Hain
Dardejigar Ka Yeh Sabab Humko Mila Hain
Betaabiyo Ne Humko Choor Kar Diya Hain
Pass Aane Pe Majboor Kar Diya Hain
Betaabiyo Ne Humko Choor Kar Diya Hain
Pass Aane Pe Majboor Kar Diya Hain
Tere Bin Raat Kat Ti Nahi Hain
Tere Bin Pyas Mit Ti Nahi Hain
Tere Bin Doori Ghat Ti Nahi Hain
Tere Bin
Aashiq Banaya
Aashiq Banaya
Aashiq Banaya Aapne
Aashiq Banaya
Aashiq Banaya
Aashiq Banaya Aapne
Tere Bin Suni Suni Hain Baahein
Tere Bin Pyaasi Pyaasi Nigaahein
Tere Bin Bin Asar Meri Aahein Tere Bin
Tere Bin Lamha Lamha Sataye
Tere Bin Bekarari Jalaye
Tere Bin Chain Mujhko Naa Aaye Tere Bin
Tere Bin

Post a Comment

1 Comments